Ek aurat ko gaane ka bahut shauk
hota hai.....
ek din wo apne pati se puchhti hai.
.
patni: jab main gana gaati hu to
aap
bahar kyun chale jate hai.?
.
.
.
.
.
pati: wo isliye taki tumare gaane ki awaaz sunkr.
baahar wale ye na samjhe
ki
main tumhara gala daba raha hu..