Santa or banta ne samandar ke kinarey ek board dekha jispe likha tha- Doobte ko bachane wale

SHARE

Santa or banta ne samandar ke kinarey ek board dekha jispe likha tha- doobte ko bachane wale ko 500 ka inaam.. santa - me jump lagata hu, tu mujhe bachana, is tarah 500 rs. milenge, fifty fifty kar lenge.. . or ye kah kar santa kud gaya.. or banta khamoshi se dekhta raha santa chilla ke - abe mujhe terna nahi aata, tu mujhe bachata kyo nahi... . banta - tune board ke niche jo likha hai wo nahi padha - "lash ko nikalne wale ko 2000 ka inaam"

SHARE