Vese To Sab Jante Hai Ki Santa Ek Mast Character Hai Jo Har Kisi Ke

SHARE

Vese to sab jante hai ki santa ek mast character hai jo har kisi ke chehre pe hasi la deta hai, par kya ki janta hai ki wo kaam (work) kya karta hai, nahi na, to aaj sune pappu ki jubani santa ka kaam. - teacher pappu se puchhta hai. teacher: “tumhare papa kya karte hai?” pappu: “sir, wo roz galiyaan khaate hai” teacher: “kya matlab hai tumahara?” pappu: “ji, wo customer care executive hai“

SHARE