Santa Ne Ek Din Badi Udasi Se Apne Dost Banta Ko Bola

SHARE

Santa ne ek din badi udasi se apne dost banta ko bola. santa: “yaar meri biwi gussa bahut karti hai” banta: “meri bhi pahle karti thi ab nahi karti” santa: “achha, aisa tum ne kya elaaj kiya?” banta muskurate hue: “kuch khas nahi, wo ek din gusse mein thi, maine kah diya ke budhape mein gussa aa hi jata hai, us din se wo gussa nahi karti“

SHARE