Ek sindhi sadak ke kinare
akhrot bech raha tha.
ek marathi uske paas aaya
aur poochhta hai: “ye khane se kya hota hai?”
sindhi: “ise khane se dimaag tez hota hai.”
marathi: “wo kaise?”
sindhi: “achha tum mujhe ye batao
ki 1 kilo chawal mein kitne daane hota hain?”
marathi soch kar bola:
"mujhe nahi pata.”
sindhi ne marathi ko ek akhrot khilaya aur bola:
“ab batao ki 1 darzan mein kitne kele hote hain?”
marathi: “12”
sindhi: “le ho gaya na dimaag tez.”
marathi: “jaldi se 1 kilo pack kar do.”