Ek Baap Apne Bete Ko Mehngai Ke Bare Mein Bata Raha Tha

SHARE

Ek baap apne bete ko mehngai ke bare mein bata raha tha. father: “beta ek zamaana hua karta tha jab main 10 rupye mein kirana, sabji, dudh aur naashtha leke aa jata tha.” beta: “ab ya bilkul possible nahi hai dad, kyun ki ab sabhi dukano mein security camera lage rahte hai.“

SHARE