Santa sadak par ek ladki ko chhedta hua gana ga raha tha.
santa: “chalte-chalte yun hi ruk jata hun main, baithe-baithe yun hi gir jata hun main. kya yahi pyaar hai ………… kya yahi pyaar hai?”
girl sara gana sun kar boli: “bhaiya, mujhe lagta hai aapko pakka koi kamjori hai, chavanprash kyun nahi khate.”
moral of this story - “samose khane wali ko mcdonald ka burger kabhi hazam nahi hota“.