Santa Banta Ko Gusse Se Bol Raha Tha

SHARE

Santa banta ko gusse se bol raha tha. santa: yaar, jab mene tujhe khat likha tha ki meri shaadi par jaroor aana, tum aaye kyun nahi? banta: ohh yaar, par mujhe koi khat mila hi nahi. santa: mene likha to tha ki khat mile ya na mile tum zaroor aana.

SHARE