Santa Apne Dost Banta Ko Apne Business Ke Bare Mein Bata Raha Tha Santa: “Jab Mene

SHARE

Santa apne dost banta ko apne business ke bare mein bata raha tha santa: “jab mene dhanda shuru kiya tha tab mere paas punji thi aur mere partner ke paas anubhav” banta: “acha, tab to punji aur anubhav ke mail se tumhara dhanda khoob chamaka hoga?” santa: “nahi, par akhir mein uske paas punji aur mere paas anubhav ho gaya“

SHARE