Garmiyon Mein Ek Din Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Kisi Kaam Se Jata Hai

SHARE

Garmiyon mein ek din banta apne dost santa ke ghar kisi kaam se jata hai. garmi ki vajah se buri tarah se paseene se nahaya hota hai, aur santa se bola banta: “yaar, ye sooraj raat ko kyu nahi nikalta?” santa: “kya pata nikalta bhi ho andhera itna hota hai ki pata hi nahi chalta“

SHARE