Ek Din Santa Banta Ke Ghar Gaya Aur Banta Ki Taang Par Plaster Chada Dekh

SHARE

Ek din santa banta ke ghar gaya aur banta ki taang par plaster chada dekh kar hairani se puchha santa: “oye ye kya ho gaya teri taang pe?” banta: “arrey yaar wo saali kal raat daaru kam pee thi na isliye.” santa: “kya bakwaas kar raha hai, kam daaru peene se taang tootne ka kya relation hai?” banta: “dekh, agar maine jyada pee hoti to main theke par hi talli hokar ludak jata, lekin kal kam pee thi isliye pee kar main ghar ki taraf chal pada aur sadak par ek gaddhe mein gir gaya.

SHARE