![](/Content/lol/right-25.png)
Banta santa ke ghar gaya aur use pattiyo mein lipte bed par pade dekh kar chonk gaya aur bola.
banta: “ye kya haal bana rakha hai?”
santa: “yaar, kal 10 logo ki bheed ne mujhe mil ke pita”
banta: “to tune phir kya kiya?”
santa: “maine saalo se kaha abe salo naamardo ek-ek karke aao phir dekho main tumhari kaise aisi tesi karta hun”
banta: “phir kya hua?”
santa: “phir kya? salo ne ek-ek kar ke pita“