Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha

SHARE

Banta apne dost santa ke ghar aya hua tha, kuch der baad apas mein baatein marne ke bad bola. banta: “yaar main to ghar chala, aaj tv pe 40 feet ka saamp dikhane wale hai, maja aa jayega dekh ke” santa udas hote hue: “haan yaar maja to aayega, par main nahi dekh paunga” banta: “kyu?” santa: “kya karu mera tv to sirf 21 inch ka hi hai na“ :d :d

SHARE