Santa ek din zoo mein gaya.
wahan ek tote ke pinjre pe likha tha: “ye parrot (tota) english, punjabi aur hindi jaanta hai.”
santa ne socha ki iss tote ko chack karte hain,
santa (english mein): “hey, who are you?”
tota: “i am a parrot.”
santa (hindi mein): “tum kaun ho?”
tota: “mein ek tota hun.”
santa (iss baar punjabi mein): “tussi kaun ho?”
tota: “main teri maa da yaar, tennu ikk waar samajh nahi aandi tu khota te main tota.”