Santa apne dost banta ko apne business ke bare mein bata raha tha
santa: “jab mene dhanda shuru kiya tha tab mere paas punji thi aur mere partner ke paas anubhav”
banta: “acha, tab to punji aur anubhav ke mail se tumhara dhanda khoob chamaka hoga?”
santa: “nahi, par akhir mein uske paas punji aur mere paas anubhav ho gaya“