Larki (sharmaty hovy): ye pyar kya hota hai?
larka: pyar ka rishta 2 insano main
wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota hai
example
larka = cement
larki = rait
love = pani
ab agar cement or rait ko aapas main mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin
agar in main pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta
.
.
.
.
.
larki (hans k): kaminey tu shakal se he mistiri lagta tha:… =p =d