ZakhmoN ko apne khaaroN se sahlaa raha hu mai Kabhi ashqoN se kabhi lahoo se nahlaa

SHARE

Zakhmon ko apne khaaron se sahlaa raha hu mai kabhi ashqon se kabhi lahoo se nahlaa raha hu mai doston ke diye zakhmo ko hi to apna raha hu mai masnui duniya ke tasavvur ko hi jhutlaa raha hu mai mere labon ki khamoshi koi majboori nahi hai mohsinon dosti ka myaar sikhlaa raha hu mai hijr pe meri doston ke kahkahe hi sahi raah jugnu bankar to dikhlaa raha hu mai ab alwidaa kahkar chal diya bazm se ‘altamas’ raahi akela ka matlab hi to batlaa raha hu mai

SHARE