Sardar Ki Maa Ki Death Ho Gai

SHARE

Sardar ki maa ki death ho gai, ek sal bad sardar ka bap america se wapis aya, us na poucha teri ma kahan hai, sardar bola wo to pichlay sal hi mar gai thi, sardar ka bap ronay laga or bola kuttay kaminay to tu ne mujhay btaya q nahi, sardar bola: . . . main ne socha surprise don ga.

SHARE