Sardar Hi Sardar

SHARE

Sardar hi sardar? 2 sardars bank lootne gaye, par gun bhool gaye? phir bhi bank loot liya kaise??? bank manager bhi sardar tha. bola ?i trust you, gun kal dikha dena?....!! ?????????????????? santa ko koi mobile pe tangh karta tha santa ne new sim card kharid kar tang karnewalle ko sms kiya ?mene woh sim band kar diya hai, ab tu toh kya tera baap bhi mujhe tangh nahin kar sakta!"..!! ?????????????????? santa: is mirror ki kya guarantee hai: shopkeeper: aap isse 100 floor se niche girao, ye mirror 99 floor tak nahin tutega sardar: wah!! pack it....!! ?????????????????? sardarni: lo, light chale gayee sardar: light chali gayee toh kya, fan chalu kar sardarni: lo, kee na wahi sardaron-waali baat, agar fan chalu kiya toh mombatti bhuj nahin jayegi....??

SHARE