Pathan Ka Dushman! Pathan: Wo jo table pe aadmi baitha hai us se hamara dushmani hai

SHARE

Pathan ka dushman! pathan: wo jo table pe aadmi baitha hai us se hamara dushmani hai. dost: table pe toh 4 aadmi hain. pathan: wo jiski muchhein hain. dost: muchhein to sub ki hain. pathan: wo jis ne safed kapre pehan rakhe hain. dost: wo toh sub ke safed hain. pathan ne gusse mein pistol nikala aur 3 aadmion ko goli maar di aur bola: wo jo reh gaya hai usko hum nahi chhorega.

SHARE