Pappu ke papa ne ghar ke Internet-WiFi ko band karva diya

SHARE

Pappu ke papa ne ghar ke internet-wifi ko band karva diya
Kyoki papu sara din whatsapp-facebook par friends-girlfriends se
Chat karta rahta tha...
Kitne mahino ke baad parosi ka bina password ka wifi connect ho gaya
Toilet mein phone saath lekar gaya pappu 8 ghante tak
Nahin nikala baahar, gharvaalon ne darvaaza tod kar nikaala.

SHARE