Ladki: mujhe koi aisi sabzi do jiske 7 faayde hon !
sabzi wala: ye lo madam gajar !!
1: pasand aaye to aloo matar ke saath paka lena... warna ..
2: juice bana ke pe sakti ho... nahi to ..
3: salad bana sakti ho... ye bhi na karo to ..
4: gajrela bana lena... nahi to ..
5: chinese noodles mein daal lena... aisa bhi nahi to phir ..
6: murabba bana sakte ho... ye bhi na ho to ..
7: achaar bana lena !!
.
.
.
.
.
.
.
.
kake jo tu dhoond raha hai wo nahi milega...
post dekh kis sanskaari aadmi ne post kiya hai!!!