Halib farmate hai!!
ki. ..chali jaati hai aaye din wo beauty parlour me yu !
gaur farmaiyega...
chali jaati hai aaye din wo beauty parlour me yu !
unka maqsad hai misaal-e-hoor ho jana !
magar ye baat kisi begum ki samajh me kyu nahi aati ..
ki mumkin hi nahi kishmish ka fir se angoor ho jana .. !