Father : Tumhare Result ka kyahua

SHARE

Father : tumhare result ka kyahua.. ??... son : headmaster ka beta fail ho gaya...... father : aur tum.. ??... son : doctor ka beta bhi fail ho gaya...... father : aur tumhara result kaisa aaya.. ??... son : wo lawyer ka beta bhi fail ho gya..... father : kamine main tera pooch raha hoon........ son : to tum kaun se rajnikant ho.. ?? tumhara beta bhi fail hai...

SHARE