Ek baar ek aadmi ki car se takrake ek tota behosh ho gaya.
aadmi ne uspar taras khaya aur tote ko uthake ghar le aaya.
ussne usse pinjre mein rakha dawayi lagayi or khana diya.
tota jab jaaga to ek dum se hairani hoke bola
tota: “aaila jail…? wo car wala mar gaya kya?