Ek baar ek aadmi gaon mein scooter par ja raha tha achanak petrol khatam ho gaya,
wahan se santa gujar raha tha aadmi ne santa se puchha.
aadmi: “sardar ji aas-paas koi petrol pump hai kya? mere scooter ka petrol khatam ho gaya hai”
santa dimag pe zor dal ke kuch soch ke bola
santa: “is time kahan petrol pump dhoodta phirega,
raat ka time hai pani daal ke leja,
scootar ko kya pata chalega ki pani hai ya petrol“: