Do aurat aapas me apne-apne pati ki badai karne lage

SHARE

Do aurat aapas me apne-apne pati ki badai karne lage.
Pahli: mera pati bahut padha likha hai.
Dusari: mera pati sabse jyada padha likha hai.
Pahli: tumhra pati kitna padha hai?
Dusari: mera pati itna padha likha hai ki wo kuch likh de to koi nahi padh pata hai. lekin tumhara pati kitna padha likha hai?
Pahli: mera pati itna padha likha hai, itna padha likha hai ki yadi wo kuch likh de to wo khud nahi padh pata hai.

SHARE