Baba ji ka thullu defined..
? aam aadmi mehnat se paise kamata hai.
tax pay karta hai.
vote karta hai usko kya milta hai?
babaji ka thullu....!!!!
? aap 5 inch ka phone lete hai.
sochte hai ladki pat jayegi phone dekhkar.
aapko kya milta hai?
babaji ka thullu....!!!!
? baccha engineering college join karta hai.
sochta hai ki voh mazze karega.
ladkiya patayega.
usse kya milta hai?
babaji ka thullu....!!!!
? aap fb pe kisi ladki ke comment ke neeche likhte hai,
"add me i'm blocked" aur sochte hai
ki ladki aap add karegi.
aapko kya milta hai?
babaji ka thullu....!!!!
? bbm chalane ke liye blackberry khareedne walo
tumhe kya mila?
babaji ka thullu....!!!!
? ca mein agar aap paper revaluation ke liye dete hai.
to aapko kya milega?
babaji ka thullu....!!!!
? puri zindagi padhai karte hain.
bt hum se zyada to anpad minister hi kamate hain.
to hum sab ko kya mila.
babaji ka thullu....!!!!
? ladki ko dil se pyar kro.
din rat uske bina marne jaisi halat me raho.
badle me aapko kya milega????
babaji ka thullu....!!!!
? ye padh k kya mila tumhe, baba ji ka thullu