1 taliban murgiyon se bola:
agr tm sab ne kal 2,2 andey na diey to sabko afghanistan k logo ki terha halal krwa dunga?
subah hui to sab ne 2 anday diye huay thay siwaay 1 murgi k
taliban ghusse se chilaya:
khana kharab tumne 1 anda q dia?
to us ne kaha:
janab ye b ap k dar se dia hy, wrna me to murga hoon!