Ek shakhs jo bana meri zindagi ka sawal tha Main kis se poochta her shakhs us

SHARE

Ek shakhs jo bana meri zindagi ka sawal tha main kis se poochta her shakhs us k husn mein nidhaal tha main kis ko sunata uski bewafai k qissay her kisi par usne painkha jo muhbbat ka jhaal tha main kis k darwaze pe deta dastak her shakhs hi ghar se farar-e-haal tha main bhi shaamil tha aawargi mein sub k saath shayad k.k. wo saal awargi ka saal tha.

SHARE