Ye Ajeeb Khel Hai Meri Zindagi MeinYe ajeeb khel hai meri zindagi meinJahan yaad ka lafz aa jaye, wahan tum yaad aate ho
Zindagi Ki Har Fizaon Mein Yaad RakhnaZindagi ki har fizaon mein yaad rakhnaDil ki sadaon mein yaad rakhnaYeh tohfa bohat hai mere liyeKhaloos-e-dil se duaon mein yaad rakhna
Parwah Kar Uski Jo Teri Parwah KareParwah kar uski jo teri parwah kareZindagi mein jo kabhi na tanha kareJaan ban kar utar ja uski rooh meinJo jaan se bhi jyada tujhse wafa kare
Khoobsurat Hai Zindagi Khwaab Ki TarhaKhoobsurat hai zindagi khwaab ki tarhaJaane kab toot jaaye kaanch ki tarhaMujhe na bhoolna kisi baat ki tarhaApne dil mein hi rakhna khoobsurat yaad ki tarha
Pehli Bar Zindagi Mein Humne Chaha Hai JiskoPehli bar zindagi mein humne chaha hai jiskoUnse humne apne pyaar ka izhaar kar diyaAb woh apne dil ko beqarar karein ya na kareinMagar humne toh apne dil ko beqarar kar diya
Meri Chahatein Tumse Alag Kab HainMeri chahatein tumse alag kab hainDil kee baatein tumse chupi kab hainTum saath raho dil mein dhadkan kee jagahPhir zindagi ko saanson kee zarurat kab hai