Zindagi Yun Hi Bahut Kam Hai Mohabbat Ke LiyeZindagi yun hi bahut kam hai mohabbat ke liyeRooth kar waqt ganvane ki zaroorat kya hai
Kaash Unko Kabhi Fursat Mein Yeh Khayal Aa JayeKaash unko kabhi fursat mein yeh khayal aa jayeKe koi yaad karta hai unhey zindagi samajh kar
Kitni Jaldi Zindagi Guzar Jaati HaiKitni jaldi zindagi guzar jaati haiPyaas buztee nahin barsaat chali jaati haiAap ki yaadein kuchh iss tarah aati haiNeend aati nahin aur raat guzar jaati hai
Zindagi Ke Har Lamhon Mein Unhi Ko Paate HainZindagi ke har lamhon mein unhi ko paate hainBhool jayein khud ko par unhe nahi bhulate hainJane kya baat hai unme ai khudaJitna bhulate hain wo utna yaad aate hain
Shikwa Kisi Ka Na Fariyad Kisi KeeShikwa kisi ka na fariyad kisi keeHoni thi yun hi zindagi barbaad kisi keeEhsas mita talash miti mit gayi umeedeinSab mit geya par na mit saki yaad kisi kee
Khoobsurat Hai Zindagi Ek Khawab Kee TarhaKhoobsurat hai zindagi ek khawab kee tarhaJaane kab toot jaye kaanch kee tarhaMujhe na bhoolna kisi baat kee tarhaApne dil mein hi rakhna khoobsurat yaad kee tarha