Ham Ki Thahre AjnabiiHam ki thahre ajnabiHam ki thahre ajnabii itnii mulaqaaton ke baadPhir banenge aashnaa kitnii mudaaraaton ke baadKab nazar men aayegi be-daagh sabze kii bahaarKhuun ke dhabbe dhulenge kitnii barsaaton ke baadThe bohat be-dard lamhe khatm-e-dard-e-ishq keThiin bohat be-meher subahen meherbaan raaton ke baadDil to chaaha par shikast-e-dil ne mohlat hii na diiKuchh gile shikwe bhii kar lete munaajaaton ke baadUnse jo kahne gaye the faiz, jaan sadqe kiyeAnkahii hii rah gayii voh baat, sab baatoon ke baadTranslationAashnaa = acquainted, friendl
Loki Ishq Ishq Pave Karde NeLoki ishq ishq pave karde neAsi ishq bazaar vich ja baitheLoki yar laban nu firde neAsi labhea yaar gava baithe
Ishq Paane Ki Tamanna Mein SanamIshq paane ki tamanna mein sanamZindagi barbad bankar reh gaiJis surat ko dil mein basaya tha kabhAaj woh surat ek yaad ban kar reh gai
Ishq Qaatil Say BhiIshq qaatil say bhi, maqtool say hamdardi bhiYeh bta kis say mohabbat ki jaza mangay gaSajda khaaliq ko bhi, iblees say yarana bhiHashr mein kis say aqeedat ka sila mangay ga
Mohabbat Yahan Bikti Hai Ishq Nilaam Hota HaiMohabbat yahan bikti hai ishq nilaam hota haiBharose ka katal yahan khule aam hota haiZamaane se mili jab thokar to maikhaane chale gaye humAaj wahi zamaana humein sharabi ka naam deta hai
Hum Aashiq Paane Ko Ishq Samajhte RaheHum aashiq paane ko ishq samajhte raheJo pa liya, woh ishq nahi, woh ishq-e-hararat hai