Aah Ko Chaahiye Aah ko chaahiyeAah ko chaahiye ik umar asar hone tak;Kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak;Aashiqii sabartalab aur tamannaa betaab;Dil kaa kyaa rang karun khuunejigar hone tak;Ham ne maanaa ke tagaaful na karoge lekin;Khaak ho jaayenge ham tumako khabar hone tak;Gamehastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj;Shamm'a har rang men jaltii hai sahar hone tak!Translation:Sar: beginningSabr-talab: suppressed desiresTagaaful: apathy, ignoreGham-e-hastii: life of sorrowAsad: a reference to the poet, mirza ghalib
Koi Din Gar ZindganiKoi din gar zindganKoi din gar zindgani aur haiApne jee mein hum ne thaani aur haiAatish-e-dozakh mein yeh garmi kahaanSoz-e-ghumhaae nihaani aur haiBaarha dekhi hain unki ranjishenPar kuch ab ke sargaraani aur haiDe ke khat munh dekhta hai naama barKuch to paigham-e-zabaani aur haiQaata-e-aamaar hain aksar nazoomWoh balaa-e-aasmaani aur haiHo chukin ghalib balayein sab tamaamEk marg-e-naagahaani aur hai
Hathoon Key Lakiroon Pay Matt Jaa Ae GhalibHathoon key lakiroon pay matt jaa ae ghalibNaseeb unkay bhi hotay hain jinkaay haath nahi hotay
Baske Hun Ghalib Asiri Men Bhi Atish Zer PaBaske hun ghalib asiri men bhi atish zer paMue atish dida hai halqa meri zanjir kaTranslationBaske = whereaAtish zer pa = impatienMue atish = heat damaged haiHalqa = rin
Mere Huroofon Mere Lafzon Mein Hai Chehra MeraMere huroofon mere lafzon mein hai chehra meraMera fun ab mera mazhab mera emaan bhi haiMeer-o-ghalib na sahi phir bhi ghanimat janoMere yaaron ke sarhane mera diwaan bhi hai
Hai Ghalib Ghalib Jisko Samjhtey Hain Hum ShuhoodHai ghalib ghalib jisko samjhtey hain hum shuhoodHain khwab mein hanooz jo jaage hain khwab meinTranslationThe deep decorum of the hidden is misread as revelationThe clairvoyant lost in dreams, dreams he is awake