Qurbaton Men Bhii JudaaiiQurbaton men bhii judaaiQurbaton men bhii judaaii ke zamaane maangeDil vo be-mehar ki rone ke bahaane maangeHam na hote to kisii aur ke charche hoteKhilqat-e-shahar to kahne ko fasaane maaangeYahii dil thaa ki tarastaa thaa maraasim ke liyeAb yahii tark-e-taalluq ke bahaane maangeApnaa ye haal ki jii haar chuke, lut bhii chukeAur mohabbat vahii andaaz puraane maangeZindagi ham tere daaghon se rahe sharmindaAur too hai ki sadaa aaina-khaane maangeDil kisii haal pe qaanay hi nahiin jaan-e-faraazMil gaye tum bhii to kyaa aur na jaane maangeTranslationQurbat = closenesKhiqat = people, inhabitantMaraasim = relation
Manzilon Ke Gham Mein Rone Se Manzilein Nahin MiltiManzilon ke gham mein rone se manzilein nahin miltiHaunsle bhi toot jaate hain aksar udaas rehne se
Rone De Tu Aaj HumkoRone de tu aaj humko, tu aankhe sujane deBaho mein le le aur khud ko bheeg jane deHai jo seene mein quaid dariya woh chhoot jayegaHai itna dard ke tera daaman bheeg jayega
Rone De Tu Aaj Humko Aankhe Sujane DeRone de tu aaj humko aankhe sujane deBaho mein le le aur khud ko bheeg jane deHai jo seene mein quaid dariya woh chhot jayegaHai itna dard ki tera daaman bheeg jayega
Hum Rone Pe Aa Jayein To Dariya Hi Baha DenHum rone pe aa jayein to dariya hi baha denShabnam kee tarah se humein rona nahi aataa
Rone Kee Saza Na Rulane Kee Saza HaiRone kee saza na rulane kee saza haiYe dard mohabbat ko nibhane kee saza haiHanste hain to aankhon se nikal aate hain aansuYe us shakhs se dil lagane kee saza hai