Ham Ki Thahre AjnabiiHam ki thahre ajnabiHam ki thahre ajnabii itnii mulaqaaton ke baadPhir banenge aashnaa kitnii mudaaraaton ke baadKab nazar men aayegi be-daagh sabze kii bahaarKhuun ke dhabbe dhulenge kitnii barsaaton ke baadThe bohat be-dard lamhe khatm-e-dard-e-ishq keThiin bohat be-meher subahen meherbaan raaton ke baadDil to chaaha par shikast-e-dil ne mohlat hii na diiKuchh gile shikwe bhii kar lete munaajaaton ke baadUnse jo kahne gaye the faiz, jaan sadqe kiyeAnkahii hii rah gayii voh baat, sab baatoon ke baadTranslationAashnaa = acquainted, friendl
Dukh Dard Mein HameshaDukh dard mein hameshDukh dard mein hamesha nikale tumhaare khatAur mil gayi khushi to uchhaale tumhaare khatSab chudiyan tumhari samandar ko saunp diAur kar diye hawa ke havale tumhare khatMere lahoo mein goonj raha hai har ek lafzMaine ragon ke dasht mein paale tumhare khatYun to hain be-shumar wafaa kee nishaniyanLekin har ek shai se nirale tumhare khatJaise ho umar bhar ka asasa garib kaKuch is tarah se maine sambhale tumhare khatAhl-e-hunar ko mujh pe 'wasi' aitraz haiMaine jo apne sher mein dhaale tumhare khatParwah mujhe nahin hai kisi chand ki 'wasi'Zulmat ke dasht mein hain ujale tumhare khat
Mujhko Aisa Dard Mila Jiski Dawa NahiMujhko aisa dard mila jiski dawa nahiPhir bhi khush hun mujhe us se koi gila nahiAur kitne aansu bahaun ab us ke liyeJisko khuda ne mere naseeb main likha hi nahi
Dard Ka Ehsas Janna Hai To Pyaar Kar Ke DekhoDard ka ehsas janna hai to pyaar kar ke dekhoApni aankhon mein kisi ko utaar kar dekhoChot unko lagegi aansu tumhein aa jayengeYe ehsas janna ho to dil haar kar dekho
Aaj Us Ne Dard Bhi Apne Elhaada Kar LiyeAaj us ne dard bhi apne elhaada kar liye;Aj bhi roya toh mere sath woh roya na tha
Kitna Ajeeb Apni Zindagi Ka Safar NiklaKitna ajeeb apni zindagi ka safar niklaSaare jahan ka dard apna muqaddar niklaJiske naam apni zindagi ka har lamha kar diyaAfsos wo hamari chahat se bekhabar nikla