Agar Tamaam Baatein Taqdir Mein Likhi Hoti TohAgar tamaam baatein taqdir mein likhi hoti tohMain apne bando ko dua maangna na sikhata
Zindagi Guzar Gayi Saari Kanton Kee Kagaar ParZindagi guzar gayi saari kanton kee kagaar parAur phoolon ne machai hai bheed hamari mazaar par
Daayra Har Baar Banata Hoon Zindagi Ke liyeDaayra har baar banata hoon zindagi ke liyeLakeerein wahin rehti hain main khisak jaata hoon
Zindagi Tujhse Har Kadam Par Samjhauta Kyon Kiya JayeZindagi tujhse har kadam par samjhauta kyon kiya jayeShaunk jeene ka hai magar itna bhi nahi ki, mar-mar ke jiya jayeJab jalebi ki tarah uljh hi rahi hai tu ai zindagiToh fir kyon na tujhe chaashni mein dubokar maza hi le liya jaye
Toofano Mein Kashti Ko Kinaare Bhi Milte HainToofano mein kashti ko kinaare bhi milte hainJahan mein logo ko sahaare bhi milte hainDuniya mein sabse pyaari hai zindagiKuch log zindagi se bhi pyaare milte hain
Ye Aur Baat Hai Ki Aandhi Hamare Bas Mein NahiYe aur baat hai ki aandhi hamare bas mein nahiMagar chirag jalana to ikhtiyar mein hai