Zindagi Ka Lamha Bahut Chhota Sa HaiZindagi ka lamha bahut chhota sa haiKal ki koi buniyad nahi hai aur aane wala kal sirf sapne mein hai
Maut Ne Chupke Se Na Jane Kya KahaMaut ne chupke se na jane kya kahaAur zindagi khamosh ho kar reh gayi
Dhoop Mein Niklo Ghataon Mein Naha Kar DekhoDhoop mein niklo ghataon mein naha kar dekhoZindagi kya hai kitabon ko hata kar dekho
Kismat Ke Aage Zor Hamesha Chale Zaroori Toh NahiKismat ke aage zor hamesha chale zaroori toh nahiTamannaye lakh ho par sab poori ho zaroori to nahiKeemat toh har kadam par sabko chukani padti haiFir bhi zindagi ka har karz chuk paye zaroori toh nahi
Lamhon Ki Ek Kitaab Hai ZindagiLamhon ki ek kitaab hai zindagiSaanson aur khyalon ka hissab hai zindagiKuch zaroorate poori kuch khwaishein adhooriBas inhi sawalon ka jawab hai zindagi
Mehnat Lagti Hai Sapno Ko Sach Banane MeinMehnat lagti hai sapno ko sach banane meinHaunsla lagta hai bulandiyon ko paane meinBarson lagte hain zindagi banane meinAur zindagi phir bhi kam padti hai pyaar nibhane mein