Zara Si Chaaye Giri Aur Daagh Daagh VaraqZara si chaaye giri aur daagh daagh varaqYe zindagi hai ki akhbar ka tarasha hai* varaq: pape* tarasha: chiselled (cut, shaped
Saari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar YaaraSaari duniya mein hai kis tarah ka manzar yaaraApne hi ghar mein hai har aadmi dar kar yaara
Zindagi Ek Aag Hai Wo Aag Jalna ChahiyeZindagi ek aag hai wo aag jalna chahiyeBe-hisi ek barf hai is ko pighalna chahiye*be-hisi: senseless, without feelin
Hum Ko Na Mil Saka To Faqat Ek Sukun-e-DilHum ko na mil saka to faqat ek sukun-e-dilAi zindagi vagarna zamane mein kya na tha
Jo Dil Ko Hai Khabar Kahin Milti Nahi KhabarJo dil ko hai khabar kahin milti nahi khabarHar subah ek azab hai akhbar dekhna