Main Khud Ko Dhoondta Rehta Hoon Ab Andhere MeinMain khud ko dhoondta rehta hoon ab andhere meinWo le gaya mera saaya bhi saath jaate huy
Zakham de kar na puch dard ki shiddatZakham de kar na puch dard ki shiddat...Dard to phir dard hai, kam kya, zeyaada kya ..
Saadgi meriSaadgi meriK tujh ko rishta-e-dost keh diya,! dost Hosla teraK aksar bhool jaaty ho mujhey
Superb Poem !! Superb PoemSuperb poem !! superb poem...!Ek bachpan ka zamana thaJisme khushiyon ka khazana thaChahat chand ko paane ki thiPar dil titli ka deewana thaKhabar na thi kuch subah kiNa shaam ka thikana thaThak haarke aana school se, par khelnBhi jaana thaDaadi ki kahani thi, pariyon ka fasanThaBarish mein kagaz ki naav thi, haMausam suhana thaHar khel mein saathi the, har rishtNibhana thaGum ki zuban na hoti thi, na zakhmoKa paimana thaRone ki wajah na thi, na hansne kBahana thaKyon ho gaye hum itne badeIsse achha to woh bachpan ka zamanTha..
Na kar apne aap par Itna ghuroor tu aye insanNa kar apne aap par itna ghuroor tu aye insan..Na jaane khuda ne tere jaise kitne insan bana kar khakh me mita diye
'Is zamane me wafa dhondne ki kya koshish karte ho ! Wo zamana aur tha jab'is zamane me wafa dhondne ki kya koshish karte ho Wo zamana aur tha jab makaan kache aur log sache hua karte the