Superb Poem !! Superb Poem

SHARE

Superb poem !! superb poem...!
Ek bachpan ka zamana tha
Jisme khushiyon ka khazana tha
Chahat chand ko paane ki thi
Par dil titli ka deewana tha
Khabar na thi kuch subah ki
Na shaam ka thikana tha
Thak haarke aana school se, par kheln
Bhi jaana tha
Daadi ki kahani thi, pariyon ka fasan
Tha
Barish mein kagaz ki naav thi, ha
Mausam suhana tha
Har khel mein saathi the, har risht
Nibhana tha
Gum ki zuban na hoti thi, na zakhmo
Ka paimana tha
Rone ki wajah na thi, na hansne k
Bahana tha
Kyon ho gaye hum itne bade
Isse achha to woh bachpan ka zaman
Tha..

SHARE