Rau Mein Hai Rakhsh-e-Umr Kahan Dekhiye ThameyRau mein hai rakhsh-e-umr kahan dekhiye thameyNa haath baag par hai na pa hai rakab meinTranslationThe horseman of life speeds by, where can it be stoppedThere are no hands on the reins, no feet in the stirrups
Aansu Na Hote To Aankh Itni Khoobsurat Na HotiAansu na hote to aankh itni khoobsurat na hotiDard na hota to khushiyon kee keemat na hotiPoori karta rabb yun hi sab muradeinTo ibadat kee kabhi zaroorat na hoti
Haan Woh Nahi Khuda ParastHaan woh nahi khuda parast, jao woh bewafa sahiJisko ho din-o-dil aziz uski gali mein jaye kyonGhalib-e-khasta ke baghair kaun se kaam band hainRoiye zaar zaar kya kijiye haaye haaye kyonTranslationGranted they are not a lover of god, yes, they are unfaithfulWhoever holds creed and heart beloved, do not dare to wander up their wayWithout this brittle ghalib, what industry willbe stoppedWhy cry so incessantly, why lament so endlesly
Mit Jayega Sar Gar Tera Pathar Na GhisegaMit jayega sar gar tera pathar na ghisegaHoon dar pe tere naasiyah-farsa koi din aurAaye ho kal aur aaj hi kehte ho ke jaaunMaana ki khamosh nahi acha koi din aurTranslationMy forehead will bear the scar before your tombstone willI remain prostrate before your grave until some other dayArriving yesterday, and speaking today of leavingGranted not forever, but perhaps, some other day
Hum Bhi Dariya Hai Humein Apna Hunar Maloom HaiHum bhi dariya hai humein apna hunar maloom haiJis taraf bhi chal padenge raasta ho jayega
Main Ek Zarra Bulandi Ko Chhune Nikla ThaMain ek zarra bulandi ko chhune nikla thaHawa ne tham ke zamin par gira diya mujhko