Duniya Ne Kis Ka Rah-e-Wafa Mein Diya Hai SathDuniya ne kis ka rah-e-wafa mein diya hai sathTum bhi chale-chalo yun hi jab tak chali chale
Woh Chahta Tha Ki Kasa Khareed Le MeraWoh chahta tha ki kasa khareed le meraMain uske taj kee keemat laga ke laut aayaMeaningKasa = bowl, goble
Shaam Suraj Ko Dhalna Sikhaati HaiShaam suraj ko dhalna sikhaati haiShama parwaane ko jalna sikhaati haiGirne waale ko takleef to hoti hai magarThokar hi insaan ko chalna sikhaati hai
Andhere Charon Taraf Taraf Sayein Sayein Karne LageAndhere charon taraf taraf sayein sayein karne lageChirag haath utha kar duayein karne lageTaraqi kar gaye bimariyon ke saudagarYeh sab mariz hain jo ab dawayein karne lage
Hain Aaj Kyon Zaleel Ke Kal Tak Na Thi PasandHain aaj kyon zaleel ke kal tak na thi pasandGustakhi-e-farishta hamare janab meinTranslationWhy today so disgraced, when yesterday was impermissibleAn angel's arrogant refusal to bow for me
Jaan Kyon Nikalne Lagi Hai Tan Se Dam-e-SamaJaan kyon nikalne lagi hai tan se dam-e-samaGar woh sada samaai hai chang-o-rabab meinTranslationListening, why does a soul struggle to leave its bodyIf the divine voice resides in the instruments before us