Bikhra Pada Hai Tere Hi Ghar Mein Tera WajoodBikhra pada hai tere hi ghar mein tera wajoodBekaar mehfilon mein tuje dhoondhta hun mein
Na Ishq Ka Izhaar KiyaNa ishq ka izhaar kiya, na thukra sakke humein wohHum tamam zindgi mazloom rahe, unke wada mohabaat ke
Tamaam Raat Mere Ghar Ka Aik Dar Khulaa RahaTamaam raat mere ghar ka aik dar khulaa rahaMein raah dekhti rahi woh raasta badal geya
Ye Na Thi Hamari Kismat Ke Visaal-e-Yaar HotaYe na thi hamari kismat ke visaal-e-yaar hotaAgar aur jeetey rehtey, yehi intezaar hota
Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam Na Ho JayePhir aaj koi gazal tere naam na ho jayeKahin likhte likhte shaam na ho jayeKar rahe hain intezaar teri mohabbat kaIsi intezaar me zindagi tamam na ho jaye
Palkon Pe Ruk Gaya Hai Samundar Khumaar KaPalkon pe ruk gaya hai samundar khumaar kaKitnaa ajab nashaa hai tere intezaar ka