Najane Kab Ka Pahunch Bhi Chuka Sar-e-ManzilNajane kab ka pahunch bhi chuka sar-e-manzilWo shakhs jis ka humein intazar raah mein hai
Un Ke Khat Ki Arzoo HaiUn ke khat ki arzoo hai, un ki aamad ka khayalKiss qadar phaila hai karobaar-e-intezaar
Wafaa Mein Ab Yeh Hunar Ikhtiyaar Karna HaiWafaa mein ab yeh hunar ikhtiyaar karna haiWoh sach kahe na kahe aitbaar karna haiYeh tujh ko jaagte rehne ka shauq kab se huaMujhe to khair tera intezaar karna hai
Qaasid Ke Aatae Aatae Khat Ik Aur Likh RakhoonQaasid ke aatae aatae khat ik aur likh rakhoonMain janta hun jo woh likhen ge jawaab mein
Main Intezar Ka Qaayal Na Tha Magar Tum NeMain intezar ka qaayal na tha magar tum neLagaa diya mujhe deewaar se gharri ki tarah
Mohabbat Ka Imtihan Aasan NahiMohabbat ka imtihan aasan nahiPyar sirf pane ka naam nahiMuddatein beet jati hain kisi ke intezar meinYe sirf pal-do-pal ka kaam nahi