Mujh Ko Ek Pagal Ke Hawale Kar JaoMujh ko ek pagal ke hawale kar jaoKhul kar hansne rone ka dil hota hai
Jaanta Hun Ek Aise Shakhs Ko Main Bhi 'Muneer'Jaanta hun ek aise shakhs ko main bhi 'muneer'Gham se patthar ho gaya lekin kabhi roya nahi
Bas Ik Jhijhak Hai Yahi Hal-e-Dil Sunane MeinBas ik jhijhak hai yahi hal-e-dil sunane meinKi tera zikr bhi aayega is fasane mein
Meri Rusvai Ke Asbab Hain Mere AndarMeri rusvai ke asbab hain mere andarAadmi hun so bahut khwab hain mere andar
Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Ki Ja SaktiTujh se ab aur mohabbat nahi ki ja saktiKhud ko itni bhi aziyyat nahi di ja sakti*aziyyat: trouble, torment, difficult
Dil Ko Bhi Gham Ka Saleeqa Na Tha Pehle PehleDil ko bhi gham ka saleeqa na tha pehle pehleUs ko bhi bhoolna achha laga pehle pehle