Danista Hum Ne Apne Sabhi Gham Chhupa LiyeDanista hum ne apne sabhi gham chhupa liyePucha kisi ne haal to bas muskura diye
Kuch Gham-e-Janan Kuch Gham-e-Dauran Dono Meri Zaat Ke NaamKuch gham-e-janan kuch gham-e-dauran dono meri zaat ke naamEk ghazal mansub hai us se ek ghazal halat ke naam
Bazaaron Mein Ab Woh Pehle Si Raunak KahanBazaaron mein ab woh pehle si raunak kahanTyoharon mein woh pehle si baat kahanHawaon mein sardiyon ki kashish kahanAur tumhare bin main kahan
Log Nafrat Ki Fizaon Mein Bhi Jee Lete HainLog nafrat ki fizaon mein bhi jee lete hainHum mohabbat ki hawa se bhi dara karte hain
Saja Rahega Andheron Se Hi Khandar MeraSaja rahega andheron se hi khandar meraEk ek kar ke hua khatam ab safar mera
Ek Woh Hain Ki Jinhen Apni Khushi Le DoobiEk woh hain ki jinhen apni khushi le doobiEk hum hain ki jinhen gham ne ubharne na diya