Mohabbat Ek Khushboo Hai Hamesha Saath Chalti HaiMohabbat ek khushboo hai hamesha saath chalti haiKoi insaan tanhayi mein bhi tanha nahi rehta
Ye Qarz To Mera Hai Chukayega Koi AurYe qarz to mera hai chukayega koi aurDukh mujh ko hai aur neer bahayega koi aur
Bas Ik Jhijhak Hai Yahi Hal-e-Dil Sunane MeinBas ik jhijhak hai yahi hal-e-dil sunane meinKi tera zikr bhi aayega is fasane mein
Meri Rusvai Ke Asbab Hain Mere AndarMeri rusvai ke asbab hain mere andarAadmi hun so bahut khwab hain mere andar
Samjha Liya Fareb Se Mujh Ko To Aap NeSamjha liya fareb se mujh ko to aap neDil se to puch lijiye kyun be-qarar hai
Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahi Ki Ja SaktiTujh se ab aur mohabbat nahi ki ja saktiKhud ko itni bhi aziyyat nahi di ja sakti*aziyyat: trouble, torment, difficult