Is benaam se rishte ko nibha jao kisi din jo mil jaye fursat to paas aao kisi din.. milta hai sabhi ko sab kuch ye suna hai mujhe toh faqat tum hi mil jao kisi din.. barsoun se yeh mera dil khali hi pada hai tum apne naam ki hi takti laga jao kisi din.. barso ki mohabbat ko kis tarah bhula dete ho mujh ko bhi aisa hunar sikha jao kisi din.. muqaddar mein jo likha hai kabhi naa mitega fursat mile to dil ko yeh baat samjha jao kisi din..
True story in bed,its 6:00 am,if u close ur eyes for 5 mins, its direct 7:45, . . but . . . . . in lecture its 12:00,u close ur eyes for 5 mins, itz stil 12:01 :'(
Kabhi kehta tha mujhe ki koi duaa hoon main aaj wo keh gya mujhko ki bewafa hoon main. wo jee na paata tha lamha kabhi bagair mere aaj kehne laga mujhko ki ek sazaa hoon main. yahi dastoor hai aur aisa hi hota aaya lagi maashuq ke mehndi aur aashiq rota aaya. magar riwaaz bhi ye ulta kar diya maine bina chaahat kisi ki maang bhar di maine. kiya hai jo bhi ispe khud se hi khafa hoon main aaj wo kah gaya mujhko ki bewafa hoon mai.
Awsm lines..: wo puchti hai mujse "tum mujhe itna pyaar kyun krte ho..?? " . mene kaha ek tamannna he tumhe pane ki.. ♥ wo puchti hai "har waqt kyun udas rehte ho..??'' . mene kaha koshish he tumhe har khushi dilane ki.. ♥ wo kehti hai "har waqt kyun sochte ho..??" . mene kaha aadat ho gai he tumhe khayalo me apna banane ki.. ♥ wo kehti hai "kabhi chand bhi chahkr apna hua hai..??" . mene kaha ek umeed he is umeed me zindgi beetane ki.. ♥ wo kehti hai "me na mili to..??" . mene kaha to koshish karunga zindgi mitane ki.. ♥ wo kehti hai "tumhe kya milega mar kar..??" . mene kaha ek umeed agle janam me tumhe apna banane ki..!!
1 ladki apne lover se gift me ring lena chahti thi. magr ladke ne us ko "bhalu" gift diya jis par ladki ko buhot gusa aya, or us ne woh"bhalu" road pe phenk diya, ladka woh "bhalu" uthane k liye road ki tarf bhaga mgr us ka car se acident ho gya or woh wahin mar gya... ladki dekh kr chillayi or usne woh "bhalu" utha k apne seeny se laga kar, zor se rone lagi. tabhi "bhalu" mai se awaz aai i love u ring in my pocket will u marry me? trustin your love. don't makd any demand in love & always respect your love.
Manzilein bhi teri thi. aur rasta bhi tera tha ek tera pyaar paa lu, bas yahi sapna mera tha. mere sath rehne ki kasam bhi teri thi. fir akela chhod jane ka khayal bhi tera tha. haatho me hath lekar mujhe hasaane ki soch bhi teri thi. meri aankhon me aansu dene ka silsila bhi tera tha.... mein kyu yaha tanha reh gya? mera dil sawaal karta hai... kismat to teri thi... par kya khuda bhi tera tha? khuda bola: use yaar bnane ki galti bhi teri thi. us par yakeen karne ka khayal bhi tera tha... use kyu gham hoga tere jane ka? sacha pyaar uska nhi.. sacha pyaar to sirf tera tha.
Mai na pilao mujhe ki main sharbi to nahi husn ke jalwe dikha kar na nasha chadhayo ki main sharabhi to nahi aaye hai tere deewane tere deedar ki umeed karke nazar se yun jaam na chhalkayo ki main sharabi to nahi bethkar do char baat humse karo yun hothon ke mai ko hamre hothon se na lagayo ki main sharabhi to nahi yeh janti ho ki khumar chhaya hai tumhara hamre dil par yeh baat to samjho ke main sharabi nahi mehkhane aaye hai gum ko rukhsat karne ko peene ki kasam leke dil ko dukhayo ki main sharabi nahi
Ek college ke kuch ladke roz ek hotel me jate aur ek waiter ko khoob preshan karte the. ek din unhe apni galti ka ehsaas hua aur unhone waiter ko 10 rupaye tip dekar maafi mangi sorry bhai, aaj k baad hum tumhe kabhi preshan nhi krenge." waiter khush hokr bola thnx bhai,main v waada karta hoon ki aaj k baad aaplogo ki coffey me thuka nhi krunga ! ! " :)
Teacher: prasang sahit vyakhya karo - "bhige hoth tere, pyasa dil ye mera" student: ye line bollywod ke prasidh kavi sant, shri emraan hashmi ji ki rachna 'murder' ki prasidh kavita "bhige hoth tere" se li gayi hai. is kavita me kavi jab bhi, devi mallika ko nirvastra, nachte hue dekhtey hai to, unka sabr tut jaata hai aur wo kehte hai "hey devi jis tarha tumharey, hotho ke andar ka jal, tumhari pyas bhuja raha hai,, ussi tarha main bhi ussi jal se apni pyaas bhujana chahta hun", in lines se humko kavi ke kamine evam ashl!l hone ka ehsas hota hai. kavi ke bhav saral evam spasht roop se tharqii hai. unhone bahut kathor bhavo ko, badi saralta se apni rachna me dikhaya hai.=)) teacher fainted!
Rj: raat bhar royi tum, dukhi ho gayi na mere ishq me, arohi: nahi, aise hi ro rahi thi tumhari yaad main. rj : par me to yahin hun arohi: aise hi rahoge na mere paas rj: yehi kehne aya tha tumhen. k ab tmhen jitna rona hai ro lo, tmhare rone k din ab gaye, me ye sab chor doon ga arohi, me naya ban jaon ga tmhare liye dekhna sab thik ho jaye ga, me bhi tumbhi madad kro gi na meri? arohi: kabhi naa kaha hai? rj: nahii bhula dena mujhe hai avida tujhe tujhe jina hai mere bina.
Doctor pagal se: tum pagal q huey? pagal: maine 1 vidhva se shadi ki, uski jawan beti se mere baap ne shadi ki yu meri wo beti meri maa ban gai un k ghar beti hui to wo meri behn hui magar main uski naani ka pati tha is liye wo meri nathn hui. isi tarha mera beta apni daadi ka bhai ban gaya or main apne bete ka bhanja aur mera baap mera damaad ban gaya aur mera beta apne dada ka sala ban gaya aur dr: abey chup kar saale kya mujhe b pagal krega..? like: 2
Ek pal hi to na mila dhundne se fir waqt se me kya mang karta? jab tu hi nahi tha sath mere to kya kismat ko iljam karta? tum bhi kahte ho mere pas sab kuchh he bas waqt ki kami h isliye me bhi baitha hun akela, honthon par hansi par aankhon me nami h jo tere bare me khas h us baat ko tu mere liye aam kar de tu de chahe mujhe kuchh bhi na bs apna ek pal mere naam kar de.