Ek hi tamanna rahi ek zamane se,Bane hamare bhi apne banane se, Dunia ki nazar aur hamari nazar me itnaAntar kyu raha, koi hame samajhaHi nahi hamare sachche dostane se.
Mere hote hue tere honton peKisi aur ka naam bhi kyu aayeJis din ho teri chahat me kamiUs roz qayamat aa jaye..!
Majburiyo ke naam pe sab chodna pada, Dil todna kathin tha magar todna pada, Meri pasand aur thi sab ki pasand aur, Bas itna zara si baat pe ghar chodna pada!
Kaisi zameen kaisa dagar kaisa lagaHai, mai saath nahi hu to safarKaisa laga hai, tumse bichadKe aaj bhi zinda hu shaan se, tumKo mere jeene ka hunar kaisa laga hai.
Jaha saja ke mai rakhti thi teriTasveere, ab us makaan me taalaLaga diya maine, ye mere sher nahiMere zakhm hai hamdam, shayariKe naam pe kya kya likh diya maine.!
Bhar ayi ankhein meri jab uska naamAya, ishq nakaam sahi phir bhiBahut kaam aya, humne mohabbatMe aise bhi raatein guzaari, jab takAnsu na bahe dil ko aaram nahi aya.
Mujhe to yaad nahi apna naam bhiFalak, mai tere ishq me khud koBhulaye bethi hu, tere pyar meKhud ko lutaaye bethi hu, dil keHaathon badi chot khaye bethi hu.
Mohabbat kisi se na chahat haiUsko, wo jhoota hai jhooti kasamKha raha hai, hai mujhko bhiUske bichadne ka afsoos, mujheChhod ke wo bhi pachtaa raha hai.
Maano jo mashwara to kabhi pyar mat karo, Acchi bhali hayat ko dushwar mat karo, Jo kuch bhi tumse ho sake de do use jarur, Saahil jo aaye dar pe to inkaar mat karo.
Ek ajib dastaan hain mere afsaane kiMaine pal pal kosish ki uske paasJane ki kismst thi meri ya sajishThi zamane ki door huyi mujhseItna jitni ummeed thi kareeb aane ki.
Kaha mano bado ka tum kabhi inkaarMat karna, khud apne aap ka jeenaSunoo dushwar mat karna, bahutKhayi hai dhoka aapki ye janam, kisiBhi ajnabi se pyar ka izhaar mat karna!